Neend aane ke upay! tips for sleep

Neend aane ke upay ! tips for sleep

body ki normal prakriya mein jab koi changes aata hai to tabhi need na aane ki bimari shuru hoti hai and aise logo ko bimar karna lazmi hai. neend na aane ki samasya kewal human main hi nahi dusre praniyo ke liye bhi harmful condition paida kar deti hai.

neend aane ke upay! tips for sleep

thik se neend na aana ye samasya teji se failta jaa raha hai .ye samasya city mein rahne wale and kaam ka workload adhik lene walo mein common dekha gaya hai amir, adhik sammaniy log khastour se aise samasya se ghire hai neend ki samasya ki badhti sankhya ka anuman bazar mein bikne wali sleeping pills neend ki dawa and neend aane ki dawa ki badhti mang se lagaya ja sakta hai.halka nasha dekar behosh kar dene wali in dawa ka prayog dino din badhta jaa raha hai. neen se chutkara pane ke liye dawai ka sevan karne wale logo ko aage bahut badi samasya ka samna karna padhta hai.

neend aane ke upay! tips for sleep

neend aane ke upay:-

kai logo ko shikayat rehti hai ki raat ko neend nahi aati. apko kuch sandar tips bataye jaa raha hai kuch hi dino me acha result dega yakin maniye. yeh ek prakar ka neend aane ke mantra ki tarah bhi hoga.aapko kisi tarah ki koi neend ki dawa ya fir neend ki ayurvedic dawa khane ki avashyakta nahi hogi.aage dekhte hai tips-

samay par sona- 

neend ke liye pahli chij hai sahi samay ek hi time par fix kar lena ki is time tak bed par aana hi hai.kuch logo ka khana bhi hai jab tak neend na aa jaye tab tak nahi sona chahiye chahe kitni bhi raat kyu naa ho gayi ho. par ye faltu ki bate hai.yad rakhe der se sone wala vyakti jagne par kabhi bhi tajgi ka anubhav nahi kar sakta .isliye jyada se jyada 11 baje tak raat me so lena hi chahiye.

room ka condition-

kitni bhi thand ho kamre,kamre ki sari windows band karke na soyr.sote samay kamre mein na to bilkul andhera ho aur na hi tej ujala ho.muh dhak kar na soye.

kapde -

sote samay kaise kapde na pahne.us samay kapde halke dhile aur kam se kam ho.

hath aur pairo ko dhona-

sone se pahle pairo aur panjo ko dhokar pouch le.aisha karne se neend achi aayegi.

mind ko shant rakhe- 

sote samay har body part ko dhila rakhe.ab aankhen band kar gahri gahri sas lena suru kare and man se soch vichar and koi bhi tension ho ko nikal de.

neend aane ka mantra- 

100 se ulti ginti bolna man hi man me suru kare.letne ke baad din bhar ke activity ko yaad na kare iske alawa naam jat ya god ko yaad karna accha hoga.

mentality change kare- 

aapko neend se sambhandit baat hi sochna hai jaise - aap sochiye ki aap koi businessman, officer, actor. leader,and koi bhi nhi hai aap kewal ek baby hai chote se bacche aur aap apne maa ke god me so rahe ho.apko yah nahi sochna hai ab tak neend kyu nahi aa rahi hai.

body ko loose kar de-

apne body part ko bilkul aaram ke position me chod deaisha karne ke liye liya aacha tarika hai.aankhe band kar body kisi part par apna dhay kendrit karna hai aap ko pata chalega ki yah part automatic dhire dhire loose ya aaram ki position mein jaa raha hai is technique se durse body part ko bhi kijiye.1 week me achha result milega aur apko sandar fresh neend aane lagegi.

sone ke pahle book padna-

book padne se mind shant hokar aaram ki position mein jaata hai.yah achi aadat hoti hai.

neend ki dawa khane se bache-

yadi aap need aane ki dawa lagatar khate hai aap mentally problem mein aage chalkar phas jate hai.aur aadat lag jaati.

Post a Comment

0 Comments